جس پر کہ اداسی چھائی ہے
واں نین نشیلے ہوتے ہیں
واں لوگ سجیلے ہوتے ہیں
واں بادل کالے آتے ہیں
واں بارش خوب برستی ہے
کچھ دھندلے دھندلے چہرے ہیں
جن پر زلف کے پہرے ہیں
پر یہ بات مجھے کب بھاتی ہے
ہو کے بے اثر دعا آجاتی ہے
دعؔاعلی
---------------------------------------------
Aabai Shaher, Poem By Dua Ali
Ek Shaher Mera Aabai Hai
Jis Par Koi Udasi Chaaii Hai
Wahan Nain Nasheele Hote Hain
Wahan Log Sajeele Hote Hain
Wahan Badal Kale Aate Hain
Wahaan Barish Khoob Barasti Hai
Kuch Dhundle Dhunle Cheherey Hain
Jin Par Zulf Ke Pehrey Hain
Par Ye Baat Mujhe Kab Bhaati Hai
Ho Ke Be Asar Dua Aajati Hai
Comments
Post a Comment